Sunday, January 20, 2008

Test

testing

Sunday, September 24, 2006

allah ke bande

http://www.vsocial.com/video/index.php?d=45688

Thursday, July 20, 2006

Madhushala - Harivansh Rai Bachan

go to www.musicindiaonline.com
search for Manna Dey
Then you will find it in link below..
Its nice thought of a daarubaaz...

Friday, July 14, 2006

kutte chale picture dekhne

Sunday, April 30, 2006

bollywood dosti (sholay)

Few Dialogues from Sholay :
Veeru   : Jay,
Jay : Hmm..
Veeru : aaj maine kuchh sochaa hai.
Jay : hmm, kabhi kabhi ye kaam bhi karanaa chahiye.
Veeru : Aaj maine ek bahot bada faisalaa kiyaa hai.
Jay : Mai bataau tera bahot bada faisala? Tu Basanti se shaadi karna
chahata hai.
Veeru : Arre, wah wah wah . Tu mera sachha yaar hai. ek yaar hi yaar ke
dil ki baat jaan sakata hai.
Jay : Aur woh yaar ye bhi jaanta hai ki is saal me shaadi ka ye tera aathawa
faisala hai.
Veeru : Yeh final hai yaar.
Jay : Final ? ... subah se daaru pe rahaa hai na?
Veeru : Yaar Partner, mera ek kaam kar de..
Jay : Kya?
Veeru : Woh Basanti hai na us ki mausi ke paas jaakar mere rishte ki baat
kuchh is dhang se kar ke mausi shagun leke aajaaye.
Jay : Mai kyun karoo?
Veeru : Aare, Ladkewaale hi to jaate hai ladkiwaalon ke ghar. Jay, Aur phir
is duniyaa me tere siwa mera hai kaun?
Jay : Dekh, shaadi toone karni hai, tu jaa ke baat kar.
Veeru : Jara Soch .... Shaadi ke baad ek ghar hoga.
Jay : Ghar to tera hoga.
Veeru : ek biwi hogi.
Jay : teri hogi.
Veeru : 7-8 bachche honge
Jay : tere honge.
Veeru : ... par chacha chacha to tumhe hi bolenge na. Pyaar se tumhari
goad me khelenge, tere kandhon pe zula zulenge. Aur totli jabaan
me bolenge taataa taataa hamko kahaaniyaa sunaao...
Jay : Hmmm... yaane shaadi ke baad tere ghar me mujhe aayaa ki naukari
milnewaali hai.
Veeru : .. samazaa, tu mera dost nahi. laanat hai aisi do..(daaru ki botal
phodate phodate ruk jaata hai . do ghoont maar leta hai.)
Isi liye akad rahaa hai na, ke mera ye kaam tere bagair doosaraa koi
nahi kar sakataa... aaj meri maa hoti to meri kab ki shaadi
ho chuki hoti. Mere chhote chhote baal-bachhe hote. Aaj meraa baap
hota to band baaje ke saath meri shaadi kar ke laataa.
Mere bhai bahan hote woh muasi ke pair chhoo kar bhi basanti ki
shaadi mujh se karwaa dete.. Lekin ye mat bhul jay..Jiskaa
koi nahi hota uska bhagwaan hota hai,
... Bhagwaan..(phir se daaru pita hai). Tu woh dost nahi rahaa.
Tu nahi chahataa mai boore dhande chhodkar ghar-grihasti basaa sakoo.
Maine tujhe kyaa samazaa tha jay lekin tu.. tu kya nikala?...
Jay :( a big pause) (to him self) saalaa nautanki.... ghadi gadhi
draamaa karta hai.(to Veeru) Chal bas bas bahot ho gaya hai,
mai mausi se jaake baat kar loonga.
Veeru : sach?

october sky

Yesterday I saw movie "October Sky". It was really an inspirational movie. This is a story of one guy and his journey from Coal Mines to NASA. He got inspired by Sputnik.
We were discussing about movie with friends after movie ended. Few friends (including me) gave argument that a great motivation is needed to do such tasks. He was motivated by Sputnik but few friends argued that in addition to this motivation he was also scared of ending up his life into Coal Mines, so this was one of the major factor which when added with his motivation to build Rockets, gave him enough boost to cross the threshold. I agree with our analysis.
Before watching movie I was talking with my friend and telling him abt its abstract I saw on internet, he mentioned yes it was a passion for him and he knew it, but in current life ~90% people do not know what their passion is. If they know it then they do not know how can they achieve it. I think I found my passion and now I will try to make it happen.

Darnaa Zaroori hai (Ramu's another hit)

Yesterday I saw Darnaa Zaroori hai.. Its a movie by different and good directors like Ram Gopal Verma, Parwal Raman, Manish Gupta and two more guys.. It was a good effort again by Ramu and I really praise him. First story (starring Amitabh and Deshmukh) was from Ramu and in my opinion it was most scary story if when the first story ends , and then you try to remember what all happened from starting of story.. I will not tell it.. but it is must see movie...

Saturday, April 29, 2006

Life and decision

Looking back in life can help you in realizing that not every decision you made was 100% correct but it only lead you to reach at this position, so keep on going without fear of not taking 100% correct decision. Also enjoy your every decision...